Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDadra Tal
HomeDadra Tal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa lalalaa lalaa lalaa lalalaa lalaa lalaa janam janam se andhera thaa meri raahon mein ye baat kab thi bhalaa madabhari fizaaon mein sabaa bahaar ke dole mein tumko laayi hai ke aaj saari khudaai hai meri baanhon mein chalaa gayaa ghum ka wo andheraa milan hua pyaar ka sunehraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa tumhin chhupe the meri zindagi ke darpan mein tumhaara pyaar sametaa hai apne daaman mein jale hain pyaar ke deepak bana dhuan kaajal khile hain phool tamanna ke dil ke aangan mein mila mujhe saath sang tera chamak uthaa ab naseeb
ye dil ki lagi kam kya hogi ye ishq bhala kam kya hoga jab raat hai aisi matwaali jab raat hai aisi matwaali phir subah ka aalam kya hoga phir subah ka aalam kya hoga nagmon se barasti hai masti chhalke hain khushi ke paimaane aa aa jaisi baahaarein aayi hain kal jiske banenge afsaane ab isse jiyaada aur haseen ye pyaar ka mausam kya hoga ab isse jiyaada aur haseen ye pyaar ka mausam kya hoga ye aaj ka rang aur ye mehfil dil bhi hai yahaan dildaar bhi hai aankhon mein qayaamat ke jalwe seene mein tadapta pyaar bhi hai iss rang mein koi jee le agar marne ka use ghum kya hoga iss rang mein koi jee le agar marne ka use ghum kya hoga haalat hai ajab deewaanon ki ab khair nahin parwaanon ki anjaamein muhabbat kya kahiye lay badhane lagi armaanon ki aise mein jo payal toot gayi phir aye mere humdam kya hoga aise mein jo payal toot gayi phir aye mere humdam kya hoga
ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye kya baat hai aaj ki chandni mein ye kya baat hai aaj ki chandni mein ke hum kho gaye pyaar ki raagni mein ye baahon mein baahein ye behki nigahein lo aane laga zindagi ka maza ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa sitaron ki mehfil ne karke ishaara sitaron ki mehfil ne karke ishaara kaha ab to saara jahaan hai tumhara muhabbat jawaan ho khula aasman ho kare koi dil aarzoo aur kya ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe rahe saans jab tak ye bandhan na toote tumhein dil diya hai ye wada kiya hai sanam main tumhari rahoongi sada ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein
yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele duniyaa hai mauj e dariyaa qatre ki zindagi kya duniyaa hai mauj e dariyaa qatre ki zindagi kyaaaaaa paani mein mil ke paani anjaam ye ke paani paani mein mil ke paani anjaam ye ke paaniiiiii dambhar ko saans le le dambhar ko saans le le yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele hongi yehi bahaaren ulfat ki yaadgaare hongi yehi bahaaren ulfat ki yaadgaareeeeee bigadegi aur banegi duniyaa yahi rahegi bigadegi aur banegi duniyaa yahi rahegiiiiii honge yahi jhamele honge yahi jhamele yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele
yehi armaan lekar aaj apne ghar se hum nikale jahaan hai zindagi apni ussi kooche mein dum nikale sitaaron jagmagaao tum bahaaron muskuraao tum meri ujadi mohabbat ki hansi mil kar udaao tum hansi mil kar udaao tum jinhen sajde kiye humne jinhen sajde kiye humne wo pathar ke sanam nikale wo pathar ke sanam nikale jahaan hai zindagi apni ussi kooche mein dum nikale tamanna hai yahi ab to mera sar ho tera dar ho naa aansoon koi aankhon mein naa shikwaa koi lab par ho naa shikwaa koi lab par ho agar yun maut aa jaaye agar yun maut aa jaaye to apne dil se ghum nikale to apne dil se ghum nikale yehi armaan lekar aaj apne ghar se hum nikale
yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman phir yaad humein aaye hai saawan ke wo jhoole phir yaad humein aaye hai saawan ke wo jhoole wo bhool gaye hum ko unhein hum nahin bhoole unhein hum nahin bhoole iss dard ke kaaton ki chubhan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai iss shaher se achchha tha bahut apna wo gaanw iss shaher se achchha tha bahut apna wo gaanw panghat hai yahaan koi na pipal ki wo chhaanw pipal ki wo chhaanw pashchim mein wo purab ki pawan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman hum log sayaane sahi deewane hain lekin begaane bahut achchhe hain begaane hain lekin begaane hain lekin begaanon mein apnon ki lagan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai
zindagi aaj mere naam se sharmaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai apni haalat pe mujhe khud bhi hansi aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai ek ghum chain se jeene nahin deta mujhko ek ghum chain se jeene nahin deta mujhko ek uljhan hai jo aksar mujhe tadpaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai iss tarah chhod ke niklaa hoon main apni manzil iss tarah chhod ke niklaa hoon main apni manzil jaise hasrat koi seene se nikal jaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai raah chalte huye kuchh soch ke ruk jaata hoon raah chalte huye kuchh soch ke ruk jaata hoon har kadam par koi bhuli huyi yaad aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai apni haalat pe mujhe khud bhi hansi aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai
main zindagi mein hardam rota hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon rota hi raha hoon tadapta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon ummeed ke diye bhujhe dil mein hain andhera ummeed ke diye bhujhe dil mein hain andhera jeevan ka to saathi na bana koi bhi mera jeevan ka to saathi na bana koi bhi mera phir kis ke liye phir kis ke liye aaj main jeeta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon rota hi raha hoon tadapta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon reh reh ke hansa hai meri haalat pe zamaana reh reh ke hansa hai meri haalat pe zamaana kya dukh hai mujhe ye to kisi ne bhi naa jaana kya dukh hai mujhe ye to kisi ne bhi naa jaana khaamoooosh khaamosh muhabbat liye phirta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon rota hi raha hoon tadapta hi raha hoon main zindagi mein hardam rota hi raha hoon aayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yahi Hai Wo Saanjh Aur Savera Sanjh Aur Savera (1964) 04:01 16472
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:01   Song Number : 16472   

Ye Dil Ki Lagi Kam Kya Hogi Mughal-E-Azam (1960) 04:03 13796
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nigar Sultana
Raag- 
Jaijaiwanti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:03   Song Number : 13796   

Yeh Raatein Yeh Mausam Dilli Ka Thug (1958) 03:49 21482
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:49   Song Number : 21482   

Yeh Zindagi Ke Mele Mela (1948) 02:19 13710
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 02:19   Song Number : 13710   

Yehi Armaan Lekar Shabab (1954) 03:11 14202
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Tilang
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:11   Song Number : 14202   

Yun Neend Se Wo Jaan E Chaman Dard Ka Rishta (1982) 04:55 13023
 
Poster of Dard Ka Rishta (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Syam-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:55   Song Number : 13023   

Zindagi Aaj Mere Naam Son of India (1962) 03:54 14278
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Raag- 
Jaijaiwanti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:54   Song Number : 14278   

Zindagi Mein Hardam Barsaat (1949) 03:04 12845
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:04   Song Number : 12845